Muhabat ek sitara he
Kare roshan dilo ko jo
Jo man me noor sa bhar de
Muhabat is tarah aaye
...Ke jese banjar dharti me
Khushi ke phool khilte hon
Muhabat masoom sa bandhan
Safar kanto per karta he
Dukhon ki aag me aksar
Ye jalta he, pighalta he
Zaman ke tang nazron se
Ye girta he, sambhalta he
Magar khushi koi jo aaye to
Sab he mosam lagen piyare
Masoom chahat ke
Sab hi deye legen roshan
...Muhabat aesa ik bandhan
Yakeen ka rasta jo ho
Ye meelo door chal jaye
Wafa jo sath na ho to
Safar mushkil ye ban jaye
Muhabat rat ki rani
Rakhe aangan mahakta yoo
Ke dil ko lutlf mil jaye
Aur man me muskrahat ho
Muhabat poda nhn aesa
Ke jo chone se sharmaye
Wafa ki laaj me jo ho
To ye chone se barhti he
Muhabat raks karti he
Mere sone se aangan me
Muhabar raks karti he…
By (Naeem Mallah)
Kare roshan dilo ko jo
Jo man me noor sa bhar de
Muhabat is tarah aaye
...Ke jese banjar dharti me
Khushi ke phool khilte hon
Muhabat masoom sa bandhan
Safar kanto per karta he
Dukhon ki aag me aksar
Ye jalta he, pighalta he
Zaman ke tang nazron se
Ye girta he, sambhalta he
Magar khushi koi jo aaye to
Sab he mosam lagen piyare
Masoom chahat ke
Sab hi deye legen roshan
...Muhabat aesa ik bandhan
Yakeen ka rasta jo ho
Ye meelo door chal jaye
Wafa jo sath na ho to
Safar mushkil ye ban jaye
Muhabat rat ki rani
Rakhe aangan mahakta yoo
Ke dil ko lutlf mil jaye
Aur man me muskrahat ho
Muhabat poda nhn aesa
Ke jo chone se sharmaye
Wafa ki laaj me jo ho
To ye chone se barhti he
Muhabat raks karti he
Mere sone se aangan me
Muhabar raks karti he…
By (Naeem Mallah)
No comments:
Post a Comment